Aye mere laadli zainab
Printhaye..badne laga jab shaame gariba ka andhera zainab ne kisi shaks ko aate hue dekhatum kaun ho jab saaniye zehra ne yeh poochachehre se naqab apne uthakar wo pukarake aaya hai najaf chorke beti tera babaaye meri laadli zainabaye meri laadli zainab x4sunkar teri awaaz lehed chor chuka hu tere liye main bande kafan tod chuka hu naazo ki pali aa meri aagosh main aajaaye meri laadli zainab x4abbas ka baba hu khabar hai tujhe betigairat mujhe nazro ko uthane nahi deti beparda hai tu baap se dekha nahi jataaye meri laadli zainab x4kaisa hai sitam tera bhara ghar hua khali pardes me tu ho gayi bin bhaiyo wali tu role alamdar ko main deta hu pehraaye meri laadli zainab x4bacho ko ghulamo ke barabar hi samajh lebete na samajh khadim-e-akbar hi samajh lekar aun o mohammed pe bhi kuch der to giryaaye meri laadli zainab x4gairo ki tarha door woh kyu baithi hai jakarmain aa na saka uska padar tha tahe khanjar kya roothi hai is baat pe dada se sakinaaye meri laadli zainab x4kal se hai safar tera bohat door ka betiyeh sochke phatta hai kaleja mera betipaidal tujhe aadat nahi chal ne ki zyadaaye meri laadli zainab x4zainab ne Takallum kaha haye mera pardajab bole Ali shaam ke darbar hai jana tu tanha nahi jaayegi main saath chalungaaye meri laadli zainab x4